Monday, April 27, 2009

तुम रास्तो को नापते हो

तुम रास्तो को नापते हो ,
वो तुम्हारी
मंजिल नही |
तुम उन
रास्तो पर चलते चलो
वो तुम्हारी फितरत नही |
तुम
रास्तो को तोड़ते हो
वो तुम्हारी
महफिल नही |
इस नापने और तोड़ने
की प्रक्रिया में
तुमने अपना
nagar बसा लिया |

pr

5 टिप्पणियाँ:

अमिताभ श्रीवास्तव said...

shobhnaji,
aapne meri kavita ko sarahaa, shukriya. aapki nazar bani rahe, shbdo ki saarthakta hogi.
aapki kavita me thoda saa bhtkaav lagaa..aapka vichaar achcha he,bhav bhi samajh me aate he..arth bhi he kintu
तुम
रास्तो को तोड़ते हो
वो तुम्हारी
महफिल नही |
ye samjh me nahi aaya, kya kahnaa chahti he aap?? bura naa maane, me sirf isliye poochh rahaa hu kyuki chahta hu achchi rachna ko poori tarah samjh loo...yahi ham logo kaa kaavya dharm he jnhaa dusro se sikhne ko khoob miltaa he...//
aap achcha likhti he, me chahta hoo aapko khoob padhhta rahoo.dhnyavaad

शोभना चौरे said...

Amitabhji
ap itni dhyan semeri kavita pdhte haiye mere liye sabse khushi ki bat hai uske liye dhanywad
rasto ko todne me jin logo se ya jin logo ke liye kam karna hota hai.mjburi me ve tumhare sathi nhi
(mhfil)ho skte
shayd me apne bhav achi tarh se smjha nhi sakti ya abhivykti me khi koi kmi hai .

परमजीत सिहँ बाली said...

शोभना जी,बहुत अच्छी रचना लिखी है।बधाई।

इस नापने और तोड़ने
की प्रक्रिया में
तुमने अपना
nagar बसा लिया |

mark rai said...

very nice...
raaste ko todna kabhi bhi mahfil to ho hi nahi sakta ...jodna jarur ho sakta hai ....

अमिताभ श्रीवास्तव said...

shobhnaji,
aaya thaa koi nai rachna padhhne magar aapne koi post nahi ki, to idhar dekha aapne meri post ka uttar likha he, achha lagtaa he jab koi itana jaagrook hota he..
bhavna ki abhivaykti ko pusht (strong) karne ke liye shbdo ke jal me kabhi naa uljhe jo shbd bah rahe he use bahne de yaani likh daale..bas yahi he rachna....
jald hi kuchh nayaa likhengi, ummido sahit
AMITABH